Re: Hellooooooooo
Woh din to tabhi a sakhta haiN na jab aap job par kuch kaam karheiN…apka boss apse khush ho kar apki salary bhardeiN..aur aap paise jamma kar kar ke apna kohi office banaheiN..tabhi aap boss ban sakhteiN haiN..itni asani se to kohi boss nahin ban sakhta na..!
aur ye sab hone ke liye apko mujhe tang nahin karna chahiye..kiOn ke aap mujhe tang nahin karheiN gai to maiN apki shikayaat nahin karho gi…main apki shikayaat nahin karo gi to apko kaam se nahin nilkale gai..aur tabhi apki boss banheiN ki khuwaish purhi ho gi!