Re: hello
sanu ki .. welcome ji ..
dunya ke har konay aur pathar ke neechay ek fan chupa betha hota hay.. raah dekhta ke shayid mehboob idhar say guzray, thokar khaaye, aur ham ahaaaa karkay baahir niklain, aur WO shocked ho kar hosh-hawaas kho kar girnay lagain to hamaari baahon main girain..
![]()