Oye anwaar yeh kia hashar kia hai meray dhaaday ka???
jidher dekho udher tum hi tum ho Waisay ke waisay hi ho
khair… shaadi ho jaey to phir tum ko bhi pata chally ke years guzartay dair nahi lagti
waisay aajkal kar kia rahay ho, logon ko tang karnay ke illawa???