Hello World!

Re: Hello World!

akailay q ? theek hay parcle karwa daita hoon … jab tyame milay to parsaad kha laina :-p

waisay Tunnia ka har insaan kisi na kisi waqt pathan hojaata hay … yeh dar-asal aik kafiyat ka naam hay, jo kisi bhi waqt kisi par bhi taari hosakti hay …
ham par ziaada hoti, doosron par kam :-p