Re: Hello everyone I’m Sonal
sab se pahle to yeh meraa naam nahiiN…yeh to user ID hai bas…FaaKhta lagaayaa taa k koii FaaKhtii phaNse! ![]()
aap ne kabhii yeh moHaavarah “vo din gaye jab Khalil KhaaN FaaKhta uRaayaa karte the” nahiiN sunaa? yeh vohii Khalil KhaaN haiN jo FaaKhta uRaayaa karte the! ![]()