Hello Cafe

Re: Hello Cafe

bhaijaan, the voice saab agar chatay to aisi urdu kal alfaaz bolsaktay hain kay aap lotuf andoz hojgai, magar un ki marzi hai, wo nahin bolna chahtay urdu itni. maazrat chata hon kay aap ko aisay laga, laikin aisi koi baat nai hai. buss punjabi the voice ko nahin ati, woh agar koi sikhaiga to hum seekhlangay :snooty:

the voice ko sab kuch maloom hai :snooty:

phati :smilestar: