Oh!!! Koi baat nahi…aney dein..uss ko bhi pagal ho jnaey dein aap ki tasveer dekh kar..aney dein…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Janat
Oh!!! Koi baat nahi…aney dein..uss ko bhi pagal ho jnaey dein aap ki tasveer dekh kar..aney dein…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Janat
nahi yeh pehalwanoo ki soti ko kehtay hian
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
<::~Is thaT all You got? ::~I’ll Take youR best Shot~::>
wah hamara yeh brother to bara cool hai!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
and are u really xchornix’s uncle??
Gute pic. Du bist sehr nett man. ( Ich glaube
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
)
…
Life is like a piano, What u get out of it depends on how u play it.
…
Uff Baap reyy maiN Baaz aaiyaa phir PhelwaanOn ki SoTi yani philosophy se maiN kahaN sukki (kamzor) si Jaan aur kahaN pehalwaanoN ki SoTi (lolz)
naina wali:- NahiN Nainaa pehle nahiN thaa ,lekiN ab toasli waalaa hi hooN na , kiouNkeh koi Itni Izzat-afzaai kare to roohaani Rishte kHud bakHud hi jurh jaate haiN ..aur yaqeenan ruhaani Rishtey ,kHoon ke RishtoN aur kHoon ke RishtoN meiN koi Farq nahIn rehtaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Aaap ne bhi to Bhaai keh kar Izzat afzaai ki hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
shukriaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Moonstar201 Danke Moonstar ..aapne abhi German mein Baat ki to aik libaas jo aapke avtaar mein hai uss se mujehy aisse hi mehsoos hwua jaisse kissi Arab ki Biddu ne mujh se german meiN apne typically arabic Lehje meiN baat ki ho…aap ki Mohabbat hai Moon Sahab jazakaallah !
Waaizo Aatish-e-DauzakH se JahaN ko tumne
Yeh Draiyaa hai keh kHud ban gaye Darr ki Soorat
bas itni jald dar gae abhi to soti ki baat ki thee mari to nahi thee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
<::~Is thaT all You got? ::~I’ll Take youR best Shot~::>
bhaiya thori choti baat karain
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
waise ye aap ka xchornix bari cheez hai.zara batch kay!!!
and thanku for answering me
Na Jee aqalmand ko ishaara hi Kaafi hotaa hai to keyaa matlab itni jaldi Dar gaye to keya HaddiyaaN turhwaane ke baad Dartaa lollzz Hhaa
naina walimaiN samjhaa nahN behan? jaissi bhi hooN wo kHatarnaak ya kHaufnaak, magar jab Chachoo kaha hai unhoon ne to yaqeenan Chachu ki izzat karna bhi jaanti hongiN , jiss tarh mera Farz hai keh maiN unki Izzat karooN aur ehteraam
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
aap befikar rahiyee, apne chachuu ko wo koi nuqsaan nahiN pohnchaiNgi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
kioUnkeh maiN ne mehsoos ki hai wo izzat aur ehteraam jo wo mera karti haiN dil se
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
aur yeh Unka Ehsaan hai, to maiN apne Mohsin ke baare mein kaisse shak kar saktaa hooN ?
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**
woh kia hai bhai aap ki ye behan thori rishtoon key barey main confused rehti hai .so sorry!!
arey hamarey bhai ney is batejay main kia dekha jo bhaiya ko ye itna aacha laga
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
and izat to xchornix ko aap ki karney chaheay khair aap ka kia cute style hai wah wah (baat manwane ka)
take care bhaiya
Originally posted by naina wali:
**woh kia hai bhai aap ki ye behan thori rishtoon key barey main confused rehti hai .so sorry!!
arey hamarey bhai ney is batejay main kia dekha jo bhaiya ko ye itna aacha lagahttp://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
and izat to xchornix ko aap ki karney chaheay khair aap ka kia cute style hai wah wah (baat manwane ka)
take care bhaiya**
Confuse kioun ho jaati haiN aap Behnaa?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
uff "Confused " se contact kijyie wo Iss thread ka Mode hai. aapki saari Confusion aapne sir leleGa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
sytle apnaa apnaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
aap ka bhi barhaa hi acha aur nice style hai baat maaNne ka mashallah
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
ab keya farmaati haiN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**
salaam kaya baat hia jis ney be aap kay barrey mey socha aap ko larki smajha .. kaya baat hia janab aap ki
yaar aap ladki lagte to nahi hein magar i don't know why??!!!!!................
[quote]
Originally posted by Almi:
salaam kaya baat hia jis ney be aap kay barrey mey socha aap ko larki smajha .. kaya baat hia janab aap ki
[/quote]
wasslaam haaha shesssshhhh cHupp ab keya jwaaab dooN maiN iss sawaal ka lolz !!!
*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *
allah mujhe confused bhai sahab se bachai!
waisey thank u kor the tareef bhaiya!!
[quote]
Originally posted by naina wali:
allah mujhe confused bhai sahab se bachai!
waisey thank u kor the tareef bhaiya!!
[/quote]
Confused se to aapko Allah hi bachaaye ya phir Gadhaa bachaaye lolz!! maiN ne dolatiaaN khaani haiN confuse se lollzz!!
**Wo Ilm de jo kItaaboN se Be-Niaaz kare
Wo Aql de ke do Aalam meiN Sarfraaz kare
Mujhey to is se gHarz hai keh Raazi ho Dilbar
Yeh kaam Qais´ kare ya koiAiyaaz´ kare
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif
very nice n cool man
would u be my…
keon why shud i refer to him anyways dolation kay to aab aap aadi nahin hain
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~