Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Yeh Aap pooch rahe hain???:5:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

mein khud to is liay gaib hu k sab gum-shuda khawateen-o-khazraat ko dhoondhnay nikla hu :slight_smile:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

:aisha: KHU KHU…KAHAN THY ITNY DIN

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Koi mila???

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

:smiley:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

nahi abhi tak to khud b gawacha hua hu.

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

wapas aa jou bohat gawach liay:dania

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

cigarette peena band karen ge to koi nazar aaye ga

Kaafi dhuan hai nazron k saamne

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

oye......tumhari urdu to thodi theek ho gai lagti hay. tution rakh li kia ? :D

Paro b yehi kahti hay k cigeratte peena chor do :(

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

nahi asif se dushmani li hy :hehe:
vese aj mene aana nahi tha bataya na kion …hamne milna tha na:)

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

To ab

chandarmukhi ki safarish karvaon:smokin:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

shabash, khidmat karo dil laga kar :slight_smile:

nahi, woh ab bhuddi ho chuki hay :smiley:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

to aashirvaad le lena:smokin:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

ab woh parda karti hay, aashirbaad b nahi day gee :frowning:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Kiyon

ab woh aap ki colony mein rehne lagi hai

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

kya hoingg ..

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Jo hona tha ho gaya

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

kya hua ..

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Ik aadmi kai mahine baad GS pe time guzarne aaya tha

Humse takra k bhaag gaya:smokin:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

:nessy: vo bhagne walon me se nahi
us k pass time nahi the bata k gaya hy :emmy: