Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

han tum kitna ganda dance ker rhy ho:disgust:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Never Mind

Aap kar lo:hoonh:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Yeh 60 saal ka borha police wala kaun hay or wo :wink: is emoticon sy kyun cirhta hay akhir raaz kiya hay???:@: ao ap is bichary borhay insan ky pechy kyun pary ho, buzurgon ko tang nahi karna chahya.

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Aap pareshan na hoon

Ab woh wapis aa chuka hai

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

yeh preshani ki baat nahi hay, main :mehr: is emoticon sy cirhnay ka raaz jannan chaha rhi thi,
:mehr: is main kia kharabi hy itna cute hy :mehr: yeh wala emoticon pata nahi police waly ko :mehr: yeh emoticon kyun bura lagta hy:@:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Aap ki is harkat se Aap k neighbor pareshan ho raha hai

Waise bhi yeh ):wink:(shareef logon ka kaam nahi


Restored attachments:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

mainy to :wink: aisa kuch nahi kiya main bus janana chah rhi thi :wink: is sy chirny ki wajha kia hay?

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Yeh shareef logon ka kaam nahi

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

mainy kabhi :wink:aisa nahi kiya, main shareef hon.:blush:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

Good:smokin:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

wah kahan paye gaye the ap :omg:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

ab agaye hen:bb:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

rehayi hogayi lagta hai:party:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

welcome back, wese ye apko police ka itna shoq kiu hai:confused:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

aa gayaa apnaa baadshaah aa gayaa…baby baadshaah that is :slight_smile: ab aa gayaa hai to use jhel hii lenge kisii na kisii taraH :cb: :slight_smile:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

jiia is married, good to know..:e6: ek or meri team mai agayi :yahoo:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

bas pakiiza umer se kia hota hai dil hona chaye bacho wala :cb: wese be inki pani wali pistol se lagta b aisa hai k bachpan abhi nahi gaya :sheyn1:
hum to bas fikermand the k kahan ghayab hogaye:chilly:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

lol…vo kabhii shaadii shudaa ho jaatii haiN to kabhii Ghair shaadii shuda…jaise iskaa season aataa hai lol :cb:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

:smack: ye ek bara lamha e fiqria hai… ab jiia ko kahenge k officially announce ker de apna status:silly:

Re: Hazrat ek zaruri elaan suniye!

haN haN, ham ab unko limbo meN nahiiN rahne deNge :smiley: