hazaaron chahnay walay tumharay saath chaltay

Re: hazaaron chahnay walay tumharay saath chaltay

lol…aaaaaaaaaaawwwwwwwww

vaise, aajkal maiN ek nayaa trend dekh rahaa huN…bachchoN ko le kar adult baateN un se mansoob kar ke cartoon/memes banaaye jaa rahe haiN…tamaam internet par aisaa dekhn e ko mil rahaa hai…kia Khayaal hai?