Re: Haye sharmaaon, kis kis ko bataoon…
…Shaadi walay din meri unsay pehli baar baat hogi. Haalan kay he is my cousin…dekha, main apnay cousin say kitna reserve rehti hoon. Aaj tak baat hi naheen ki…
Naam bhi abhi pata chala hai.
BTW mujhhay to apnay sab say baray mamoon kay bachoon ki tadaad ka bhi naheen pata. Sirf unki baitiyon say mulaqat howi hai.![]()