Re: hay pals
shabaash… :k:
aur itna meeTha jitna karelay ![]()
Re: hay pals
shabaash… :k:
aur itna meeTha jitna karelay ![]()
Re: hay pals
![]()
![]()
Khajoor aur tareekh ka pata hai… Lekin woh teesri… woh wali date… kya woh bhi urdu ka lafz hai? ![]()
Zara si roshni daalein na!
Re: hay pals
Ohh..Bulawa aa gaya… Mujhey jana hai, abhi key abhi..
Phir baat hogi, phir mulaqaat hogi.. Apna khayaal rakhiye ga…
Tata ![]()
Re: hay pals
agar maiN aap say kahooN.. mere date hai… tu u will be pareshan k konsi wali hai
![]()
Re: hay pals
ok Ta Ta… ![]()
Re: hay pals
mushroom bhaji bahuuttt accha hai :-) mai sochta hoon ki aaj school ke bad mai 'bombay house' se mushroom bhaji order karoonga :-) bahut accha hai mujhe bahut pasand hai, aur daal bhi. mmmm. aur naan :-)
Re: hay pals
ok reznorr good luck… just read thread here u will learn by urself… aur agar kuch samajh nahi aata… just ask ne body … guppies will help u…
m always here for u … ![]()
Re: hay pals
REZZZZZZZZZZZYYYYYYY!!!! where hav u bin?!?! lol...
yh meree urdu bhe pelay sai bayturr hai.....:P...aur aap kee bhe bohat achee hay :)...shabaash shabaash ;)
Re: hay pals
raznorr - - - app janab ke urdu yah hindi sahe nahi honay wali agar app asay bolay gay tu hindi or urdu bolnay walo ke bhi kharab ho jaie ge app ke phar phar kar ![]()
Re: hay pals
phatima :DDD tum kya kar rahi ho ~_~ mai aim par tha, tum kahaan thi