Re: Have you ever noticed this?
AChi adat hai but patta nahi dosrey kion mei namaz per ziada dhiyan daity hain.
aisey nahi aisey bytho makrooh hurahi hai namaz aurain aisey nahi bytht ok then jab mery bal intehai lamby hey aksar toka kertin dopatty se baher nikal rahy hain chadar ya dupatta chota er raha hai balon ke liey yh chupao warnanamaz nahi hu gi aik bar tu tang a ke mainy keh diya tha bibi mera aur Allah kamala hai dondo ke dermiyan rehny do os ne qabol kerna hai ya nahi. Qiyamat waley din Allah tu ju pochy ga so pochy ga main s se zaoor pochon gi ke namaz main agar bal dupatty ki hdood se baher nikal bhi rahy hon aur koi ghyr merd na hu waha t Allah mian ujh ai akiya masla hai ya tha mery balon se???