**
lolllzzzzz…haN tum aa kar le lena na…maiN call kar duuNgaa…vaise, mere baal kitne pyaare lageNge na laTakte huye…
**
**aaaaaaaawwwwwwww…don’t be sad Dil Pakistan
where ever he’s he’s in best hands i’m sure…don’t u worry! ![]()
poor to thaa bechaaraa na baGhair mem saab ke :)**
![]()
FaaKhta = andaleeb = Dove … its ma taKhallus [pen-name] for funny shaa’irii lol
**
lol good point! bhai meraa “taKhallus” hai mazaaHiyaa shaa’irii ke liye aur phir HAM Lucknau ke bigRe nawaab jab kisi cheez ko pasand farmaa lete ahiN to use apnaa lete haiN chaahe vo shahzaadii ho yaa kaneez ho yaa kabootar andaleeb yaa kauwii ho lol :cb
aur phir, hamaare lucknow kaa ek moHaavarah hai “vo din gaye jab Khalil KhaaN faaKhta uRaayaa karte the” jo hameN beHad pasand aaya
**
**wowwwwwwww!!! kia zabardast urdu e mo’allaa musta’mil kii hai aap ne moHtaramah…**Allah kare parvaaz e murGh-e-taKhaiyul aur ziyaada!