iska matlab batade koi ![]()
CI...here:
~ bantey hein woh dost kiun
jinhein jaana hai humein chor keh
kabhi rafakaton mein humein hein dhoondtey
kabhi hon udaas lamhey jo shaam keh
kiun aadaton mein apni yun basa lia
jaa rahey ho addaton ko apni kiun chor keh
miltey they hum ko tum roz kiun
chal diey aadaton mein pani yun daal ke
guzrey ga lamha har eik ub iss khayal mein
zindagi nahi maa siwa eik dasht-e-tanhai keh
jaantey hein yeh bhi hum, tum na bhool paao gey humein
toot gayi hai dosti kiun, yehi siley hein kia wisaal keh
khoob hai ~Anwar~ yeh saza bhi dosti ke gulaab k
Hashar tukk haiN ab silsilay Gham-e-HijraaN kay Azaab kay ~
its such a nice poem :k: pata nahi kyon parh ke roone ko dil karaha hai ![]()
likhtay huaay mera bhee yehi haal thaa ![]()
Nice :)
Gadhay who is Anwar ul Islam Qureshi, I am looking for him for few months... Kaheen aap hee tu nahee. if yes then reply... :)
:k::k::k:
:(
Hashar tukk haiN ab silsilay Gham-e-HijraaN kay Azaab kay ~
:k:
Anwar ul Islam Q
Gadha Hi tau Insaan Hay
@Laqad khalaq-nal insan a fii Ahsan e taqweem@
nehe boil ker kei tora tah ![]()
![]()