Hasan Nisar in the pic?

Re: Hasan Nisar in the pic?

wah wah raat ko din sabit karney ka liye airi choti ka zoor laga dia :cobra:
u k azeem khiyalat ko daikhtey hoye kids ko bhi ehsas e mahromi hoti hey to
kids ko galian daini chahiye
sarey gharebon ko chahiye kah sark kinaray kharay ho ker cars per pathar phainkain aor jholian phila kar bud duain dain
jo exam mein fail ho woh examiner ko galian day us ka haq hey

wah rey wah kia bat hey