Re: “Has anyone seen a ghost yet”? NO?? come inside
Janab aapko bhootuN kay mutalak taleem day raha huN aur wo bhi muft maiN phir bhi aitraaz farmaya jaa raha hay.
Lagta hay ek Bhoot aapki taraf bhi bhejna parey ga…
Chang ji lu…jing ming tang tung ting… jaa bacha zara Orpheus ka haal chaal maloom kar kay aa..