"Has anyone seen a ghost yet"?

Re: Have anyone seen a ghost?

yay kaafi poorani chronic bemaari hay, itni jaldi kaisay chootay gi. Isi liye to bola hay kay do desi kukkar la kay do taa kay taweez maiN kuch taaqat paida ho.

Chinese sadmay say mar jaiN gay? maiN nay to kal khabruN maiN parha kay wo 1,5 billion honay waley haiN.

Mairay Hamsay Allah Rakha nay. aisay hi apna naam mat lagao saath pengu, wo naraz ho ga.

Arey miaN aadha ghanta pehlay batana tha. Ab to bohat dair ho chuki.

Marwa diya na!