Re: “Has anyone seen a ghost yet”?
Kiya haal hay paii prince? Long time no see, ![]()
Kiya bhootuN kay saath kusthi chal rahi hay aaj kal?
@baqi sab log
yaaro kiu par gaye ho peechay sab K337 kay? Phir kya hoa agar wo kabhi kabhar bhootni ki tarha nazar aati hay. Lekin she is not a bhoot.
sach maiN.