Harf of the week .. Alif

Re: Harf of the week .. Alif

Is hUsn e Ittefaaq Pey Lutt Key Bhi Shaad hOn
Teri Raza jO Thi wO Taqaza Wafa Ka Tha
Is Rishta e Lateef Key Israar Kya KhUlien
tOo Saamney Tha Aur Tasawur KHUDA Ka Tha

Re: Harf of the week .. Alif

ay mery dil say faraamosh na huny waaly

sach bataa toony kabhi yaad kiyaa hay mujhko

Re: Harf of the week .. Alif

Apni yadein apni batein lay kr jana bhool gaya,
Janay wala jaldi mein tha mil kr jana bhol gaya

Re: Harf of the week .. Alif

oski mutthi men buhut rouz raha mera wjood


mery saahir say kahu ab mujhy aazaad kary

Re: Harf of the week .. Alif


Aap saahil pe tu maujood thay dekha hoga
Yeh batao ke safeena mera dooba kaisay
Dekhi hontoo ki hansi zakhm na dekha dil ka
Tum bhi auroon ki tarah khaa gaye dhoka kaisay ...

Re: Harf of the week .. Alif

No updates ... ?