sheyn
November 4, 2007, 12:38am
181
Re: hare raam hare raam
pathaan hai woh :) goli phalay maraygeee , baat baad mein karay gee !
doctor be hai woh biii , gynaecologist !
mujhay hee junior movie ka arnold bana day gee
nahi bahi tobah tobah !
" Aap " kuch farma rahain they Jee ....:ASA:
Aliyish
November 4, 2007, 12:40am
182
Re: hare raam hare raam
" Aap " kuch farma rahain they Jee ....:ASA:
Ajee ab kahan farmaaana , ab tu sunaay kay din agahhay hain lagtah hai !
AQ
November 4, 2007, 1:28am
183
Re: hare raam hare raam
or hum nay tu mazak kia tah , ap foraan zatiyaat pay or hum honay wali ko beach mein lay ahaay
jee bilkul... apni baari maiN sirf Mazaaq hotaa hai (chaahay kitni hee choT ho zaatiyaat par) .. doosray kee baari maiN zaatiyaat kaa mas'alaa :) .. waisay tau maiN naY bhee mazaaq kiyaa thaa laikin aap kee marzi :)
waisay... hai woh AaThveeN pusht :p maan lo...
X2
November 4, 2007, 1:40am
184
Re: hare raam hare raam
oye challo aliyish and aq, delete your respective lame posts and kiss and make up..
on a second thought, just edit your posts.
AQ
November 4, 2007, 2:43am
186
Re: hare raam hare raam
on a second thought, just edit your posts.
done.!
Re: hare raam hare raam
hare krishna hare raam
astaghifirallah kiya zamana agaya hai:mad:
Dania
November 4, 2007, 7:11pm
189
Re: hare raam hare raam
qayamat ki nishani hai… aur kya hai
Re: hare raam hare raam
may abhe es thread may reply karo in hindo vision