Re: – Happy Me…
bhai
i m glad aur thora sa jealous bhi hoon key aap Masha Allah third time Us Pa’ak jaga jao gey i m happy for you! is ka tou ap yaqeen rahko haan?
i can see from here key Woh:swt: aap ko kitna azeez rahkta hey
naseeb waaloan ki baat hey you are lucky Masha Allah aap bohat lucky ho bhaiyah Allah:swt: humesha aaap ko khush rahkey ameen sum ameenn
khairiat sey jaein aur khariat sey wapis aaein ameen sum ameen
aur plz humarey liyeh duaaein kijiyeh ga
aur Us Pa’ak jaga merey Ra’b key saamney bari aajizi sey plzz merey waalidein ki darazi-e-umer aur lasting happiness ki duaaein zarooor mangiyeh ga i’ll b really thankful to you:-) aur wahan Un:saw:ko bhi humara duruud aurr salaam kahiyeh ga ![]()
n bhaiyahsmacks humeshaa jaldi mey type kerna dehko u typed the word Prophet wrong in ur reply:smash: