Re: happy century sweetie ![]()
larai ho bhi to khana to banana parta hai na, bhooke to lara bhi nahi jata ![]()
wow mujhe bhi khana hai ammi ke haath ka parathaaaaaa…mujhe pak jana haiiii ![]()
haan note kar lo…waise kal raat he hum dono plan kar rahe the ke is dafa jab pak aaen to lahore zaroor aaenge Inshallah ![]()