Re: Happy Bithday to out own JANWAR.
Whispering Death = = jii sach kaha appnay kay hum har kese ko sweetheart kahtay hai kyun kay har insan kay pass dil hota hai or dil har insan ka acha or pyara hota hai . . . . mujhay nahi pata app or logo kay sath rude hai yah mean jo bhi hai us say mujh ko kuch lena dena nahi , sach poochay tu mai yah sumhajta ho kay agar insan say 2 pal pyari pyari baatay karay tu har koie app say ache tarha pyar say baat karay ga . . . . yah he duniya ka dastor hai yah he har insan ke kahani hai bus pyar kara raho or logo ke dua paaooo:)