Re: Happy birthday to Adrasteia …
Ginger Spice
Kya kehnay ki koshish kar rahay hain aap
Dekho pehlay khud phone kartay ho uper say us par aisi aisi entriaan martay ho
Aur wo jo subah saray 4 bajay phone kiya tha us ka tau ghussa abhi main nay nikala hi naheen Lahol hay kasam say, chutti ka din hay, sonay bhi naheen daitay