Happy birthday to Adrasteia ......

Re: Happy birthday to Adrasteia …

Poorii duniya mein Mashoor karwado kay mein larkiyon ko calls kartah hoon… Tum jaysay dosTon ki wajah se Gs ki girly crowd ne mujay number dayna band kardia hai :teary2:

sari market value down karwadee hai :emmy:

or ardo :smilestar: hug wug nahii . duur rahoo …kapray kharab na karoo :snooty: