Happy Birthday (Nikami) Jano :D

Re: Happy Birthday (Nikami) Jano :smiley:

jhooti wah wah nai karain, I know k wo fazool filbadi ashaar thay :-p

ahem… shayad koyal ko cake ki bhook lagi thi, isi liay dewwar par baithi.. :-p

kia kehnay, yani aag lagi hay wahan aur dhuwaan utha hay yahan :-p
jain koyal ko bula lain, aur cake khila dain ab :-p