Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
yeh be khudi,yeh labo ki hansi biwi aane tak mubarak ho
tumhein yeh saalgirah ki khushi mubarak ho
kabhi na aaye koi larki qareeb tumhare
shaadi na ho tumhari,aise ache hon naseeb tumhare
khuloos,piyar bhari dosti biwi aane tak mubarak ho
tumhe yeh saalgirah ki khushi mubarak ho
ho naseeb dosti,jab tak na ho shaadi tumhari
k na dekh sakein ge hum barbaadi tumhari
![]()