~*~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~*~

Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~

Mubarak tujhe teri saalgirah ho
aane waale saal tu churailon mein ghira ho

akh lare teri us khoob-roo se
jis ka har ik bhai bodybuilder raha ho

**Mubarak Tujhay Teri Saalgirah ho..
**
ishq ho tujhe us larki se
jis k peeche tere ilaaqe ka bhai para ho

**Mubarak Tujhay Teri Saalgirah ho..

**shaadi ho teri us dosheeza se
jis k sar 2 crore ka inaam laga ho

Mubarak tujhe teri saalgirah ho
aane waale saal tu churailon mein ghira ho

yeh kiya likh diya


Restored attachments: