~*~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~*~

Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~

:naak: itne sohne messages :naak:

Madz… tohfe thoRi der baad dekhiye issi thread main. Camera wala mobile nahin mila :crying:

tarash, jiia, LP, jumpyb, Tiger :hugz:

TS aap ki awaz Muhammad Ali jaisi hai.. kitni dafa BA kia hai aap ne? :5:

aakhir main Noori Nath ke sachet pack ka bhi shukriya aur ye 3-3 chuRailon wali salah apne paas rakhen :sannan: