Re: Happy birthday Liv
^ Ji haal tu sirf apka hai, qayamat dha kar bholi banti ho, kitney larkoon ke dil pe churyaan chalaoogi ? ![]()
In pari zaadoon se laingey khild mian hum inteqaam !
Qudrat-e-haq se yehi hoorain agar waaan ho gayeen
Mahnoor api ! "several hours " ![]()
abhi se ye haal ho gaya hai Kuch khayal karo
dekho abhi tumhari umar hi kia hia ? mujh se 4-6 saal hi bari hogi …
Hareem khala !
Payar zaat paat rang muzhab kuch nahi dekhta
Payar souch samajh kar nahi kia jata, payar tu andha hota hai
Ju souch samajh kar payar karta hai wo payar nahi karta wo souda karta hai
*Koi payar karey tu tum se karey *
tum jaisay ho waisay karey
*koi tum ko badal kar payar karey tu *
*wo payar nahi souda karey *
*Our Sahibaaa ! *
Payar main souda nahi ![]()