**
meraa naam faarsii zabaan kaa hai aur yeh lafz umooman ek aur lafz ke saath bolaa jaataa hai aur vo hai jaah…jaah o Hashmat…iskaa matlab huaa baland martabe waalaa ya’ni achchhe mansab yani ooNche oHde par faaiz. yeh lafz shaa’irii emN ziyaada use hotaa hai. lol**