Re: Happy Birthday Addie
Kya aap umar k us hisay mein pahunch gaye hain jahan par zara si mushaqqat par hadiyaan chatakhnay lagti hain, tamaam aa’zaa jawaab day jaatay hain aur insaan ainak maathay par laga k saaray shehar mein dhindhora peetta phirta hai??
Agar aisa hai tou saalgirah bahut bahut mubarak ho ![]()
PS: Mein apni umar ki baat nahin kar rahi houn, aap yeh comment mujh par ulatnay ki koshish na kijiye ga ![]()