Re: Happy Birth Day uncle_falker
Uncle Falker - - - - mari jaan kay totaay
jaani boohat boohat mubarak ho zindage ka saal , wesay tu duniya 1 jan say saal ke start karti hai magar app ke ajj kay din say hoie hai starting . . . app jo duniya mai aaie tu bahaaray aagaie .
bari forsat mai ALLAH nay app ko banayah hai . . .
wesay appas ke baat hai fazool kam forsat mai he hotay hai ![]()
![]()
khair i dont know birthday par log kyun khoosh hotay hai itna jabkay aik saal zindage ka kum ho jata hai⦠anywaz . . . . . . agar khooshi hai zindage kum honay par tu boohat boohat mubarak or agar dukh hai tu i love u yaar . . rootay nahi duniya mai aie hai tu jana tu hai ![]()
khair cake kaato or jaan banaooo or bhabi or bacho kay sath mazay uraooo ![]()
or hai Picz send zaror kar dayna apni or cake ke or hai cake zara focus mai lana kyun kay tumhari Age ka pata chal janay wala hai us say ![]()
anywaz c u around jaaani
![]()
![]()
ALLAH HAFIZ.