Re: HAPPY BIRTH DAY - Shazia Arif
awww don’t you worry chanda inhon ne b koi behan ki muhabbat main nai khola tharead,pichle saal mene in se 300 udhaar liye thay abhi tak wapas nai kiay tu inhon ne thread khol k yaad dilane ki koshish ki…Allah kisi ko ghurbat na de akhu akhu akhu :hinna: