Re: Happy Birth Day Fatee bhabi
**Haan inpay to mausam ka bhi asar naheen hota barf main yay chuddi banyaan kay saath khailtay hain. **
Garmion main Sir pay laal topi roosi, Japani boots, hathon main gloves aur galay main muflur dal kar taptay dhoop main gulli danda khailtay hain. Mazaqing.