Re: Happy B’day Sheynie
yaar terey pichley janam ..mein barbaadi hi barbaadi thi .. isliye .. ab teri shaadi karaaein ge .. aur wasey koi badla wadla nahi hai …
yeh keh raha hai k kaam poora karo .. is ka matlab hai bataao …ta k koi celebration wation karein na ham .. valentines day aa raha hai ..![]()