is chalti phirti chhaon sy kab roshni paai dunya nay....
ye bholay bhatkay raat k raahi turbat py chiraghan kiya karty?
hansna bhi ghalat runa bhi ghlat,jeena bhi ghalat marna bhi ghalat
phir tum hi kahu ae chara garu..ham dard ka darman kiya karty....?
bhaya hi nahin is dunya ko ghut ghut k hamara ye runa..........
hanskar ju na aanso pi jaaty,aur ae ghm-e-duraan kiya karty
qatray ki shikayat darya say,tuheen thi aa,la zarfi ki.........
phir khuda k aagay ae naadim ham shikwa-e-insan kiya karty....?
Wah
Kya Kehnay
bOht KhOob
Har Shair Zabardasat