Ye bold part iss baat ka saboot hai k meney saltanat khawab mein nahi cheeni, warna tum log ussey wapas nahi maang rahey hotey ![]()
Lagta hai tumhe bhi utha kar badshah k saath kali kothri mein daalna parey gaa ![]()
Mashallah, kaisi umeed lagaayi jaa rahi hai ![]()
Haan, meney tou abhi kuch bhi nahi dekha ![]()