Hamarey Achey Mods Say Maa'zrat Key saath

u fikr na kero ap ka nam nehe ae gah

derpok :ASA:

GoodNews, Ap ka Duswrai wala Jawab Hum ko pasand aya

Acha tu Phir suno, Lao Apna Bara Sa Kaan zara Qareeb, Main ney Khargooshi Kernei Hey, Kaheen SUN na LAy Zaman

kia ap khargosh ho :hehe:

saaf saaaaf sedeh terah me ko daso verna u ko saza de jae ge 1 din ke lea bend ker ke :stuck_out_tongue:

Shukriya zara nwazi ka huzoor:adab baja lata smiley:

Main Kis terha saaf saaf dasoon, hum ko heya atee hey
us ka naam meem (m) say shoroo Hota Hey Aur noon (n) pay khatam hota hey, aur dermeyan main kafii sarey meem aur bhee atey hain. Meem say tu Maim bhee hota hey, laiken wo maim nahee maimnee ya shayed Maindkee hey kion key Ajkal usey Zukam hey…

Re: Hamarey Achey Mods Say Maa'zrat Key saath

so can u tell me my hissa english** I**ntelliphant plzz:D

Goodnews, you are Belcome.

I like you writing "Intelliphat" like this.

"rahee “Lifeless” tu sirf aik din Mod Ban’ney key baad Wo khasee “Full of Life” ho chukee hain, naheen Yaqeen tu khud pooch legeye".

"Lifeless is full of life after been mod for one day, if you don't believe me, you may ask her yourself".

Aliyish is no Mod :smash: … LiL’laaH yeah HumaRi general user beRaderii se aaTooT wafadaRii pe shaak hai :teary2:

Arey Baba Is Naam say Nahee sahi tu Us Naam say, tum user Baradri Main Fifth columnist ho. Aur Rahii WafadAri tu wo “Bashert-e-Ustawarii” hoti hay.

GoYa ap bi janTay haiN ka MaNsoor k pardaY mein khuda Boltah hai :smiley:

Ajee wafa kaYsee kahan ka IshQ , Jabh saaR phoRna ThehRaa … Bas Thaalii k baYgaaN bane SaaR phoRtay or PhoRwaaTay rehtay haiN :wink:

Ap Kee Raam Kahani Naram Diloon key liye Khasee Alam nak Hey, Rahee Thalii Kay Baingan Kee Baat, Tu Saab, Wo sar Nahee Phorta Sirf Lurakhta Hey…

Re: Hamarey Achey Mods Say Maa’zrat Key saath

btw Baqi saaRaay mods achay nahii haiN kiaa :hmmm:

Aliyish, mughey inheen mods ka pata tha.

Baqii’oN ka kia qasooR hai …

RaaH pe **Unko **ko laaGa’lain Do ChaaR baaTooN mein
bechaRay Khul hii JaaiN gay Do chaR mulaaQatoN mein

:chai:

Re: Hamarey Achey Mods Say Maa'zrat Key saath

Bat say ger nikli koi Bat tu door chaley jaey gee
Qaid-e-Gs say Mohabat ,Marey Angan Main Utter aye gee

**AQ **ka **BBQ **:yummy:
|:rotfl:|

its obviouse nah janab ,aap mods ko haar wakat naseehatain kartee rehteen hain nah:hehe:

Bykhabri ki inteha hy:D