Re: Hamare sanwle rung ka sabab bhi tum ho JanaN
maiN ne to apne buzurgoN se aisaa hii sunaa hai…ho saktaa hai unhoN ne chakh kar dekhaa ho! ![]()
mumkin hii nahiiN, aisaa sach hai. agar aapkii koii saaNwali salonii saheli ho to usse poochh kar tasdeeq kar lijiye! ![]()