aap agaay agaay jeyn…aur mein aap ki pechey hoon:fatee:
chalo phir
mein na pehle uske uper chalang lagati hun aur tum use ise marna--------------->:ASA:
Re: Hamarai…
Malikah:shikra: aap aa hi gaein
:roman: aaj hamaray mehal main sab ko dawat dee jae
leh… yeh bhi aagaye… ![]()
Malikah aur unki saheeliyoon ke liye:shikra:
Aaali jah, aapkai mehl ko municiple wallai utha kar lay gayee.. :hinna:
aur ap bhi:shikra:
meine aur pagli ne uss ko kaid kar leyna hai:snooty: Pagli uss ko marey gi aur mei uss kar saath doon gi:phati:
yeh hain humara jawab aap fraudio ke khilaf ![]()
dil to aap cheen chuki hain aur saltanat koi aur cheen le ga to kya farak
gushtak to hum to os ke andar bethay the
roka kyun nahi!!!
muje aapke dil ke saath matbil nai hai muje sirf saltanat ke saath hain ![]()
dil humin de dijiye saltanat bhi aap ke kadmoon tale hogi:shikra:
Re: Hamarai....
p.s.... pata nahi kahaan se ajatey hain yeh multi's...
rooka tha hajooor, looks around (whispers) kehnai lagai, pani ka bill naheen diyaa teen maheenai sai.. ![]()
kahan say kya matlab
hum to yahan ke badshah hai, koi dhookaybaz nahi
aur kya kya dalenge mere kadmon mein ![]()
jahan se bhi atein hain bewaqoof hotein hain ![]()
hum to tailaab main ja ke nahatay hain:mad:
jao yeh angooti ja ke unko de do aur bolo mehal wapis jaga pe rakhein
jo aap kahein:shikra: