hamara sdar kaun ...........

Re: hamara sdar kaun ...........

Zardaari ( ya koi bhi zardaari ka chamcha lota handi plate cup ) or kon

is say bara LUTAIRA abhi tak pakistan main koi nahi

to phir isse baycharay ka haq hoa na : P

Ham Lutairy hoty tu hamara bhi haq banta:hinna:

Re: hamara sdar kaun …

Aam logon ko ye haq kis ne dia ke wo aisey sawal pochain ?? :hoonh:

Tum sab ho Aaam admi, apney kaam se kaam rakho

Jab faisla ho jayega tu bata dia jaye ga ! :chai: