Re: HaLLoween
england ke lehjay ke hisaab say , o ji hamko PATA HAY KE aap kartoon hain.. us main itna naraaz honay wali kiya baat hay .. ham to sirf arz kar rahay thay ke.. dekhain jesi hain, achi ya buri, allah ki dein hay.. aap kyoon insaan say kartoon bannay par ITNA zor day rahi hain..
sighz ye aaajkal ke bachay bhee na .. teevee biwi dekhtay dekhtay sathya gaye hain..