Re: Hairat howee Ghalib
bajaa farmaayaa…Ghalib nahiiN zaahid hai lafz…thanx for the correction.
aapke she’r par yaad aayaa k:
**sheeshe meN mai, maiN meN nashaa, maiN nashe meN huN…
**
**hotaa agar nashaa sharaab meN to naachtii botal? ![]()
**
**laRkaa: mujh pe kar yaqeeN, maiN nashe meN nahiiN
laRkii: kis liye phir, Sanam!, DagmagaayeN qadam?
laRkaa: yeh hai mastii tirii sharbatii aaNkh kii
laRkii: yeh nazar hai, janaab!, yeh nahiiN hai sharaab
laRkaa: rang kia is nazar kaa gulaabii nahiiN?
**
haN bhai, hai…gulaabo kaa rang gulaabii hii hai. ![]()