aj bhi teri yaad main ansoo bahata hai koi tere ane ki aas main diye jalata hai koi
to kitna hai be khabar a jan e janan to kiya jane teri yaad main her pal merta hai koi
kiya ja bhi to rooth'ta hai her choti si baat per kiya meri tarah tujhe roz manata hai koi
aj bhi chalta hai teri yaadon ka tasalsul her sans k saath teri yaad main tarapta hai koi
her pal bina tere na pooch kaise guzar raha hai a zalim teri judai ki ag main her roz jalta hai koi
v nice ..... bht hi achi ...
mubhat azmani ho to..
bas itna kr
ek bar rooth kay daikh ...
kay mna'nay kon aata hai ............zia