Hai Allah - Uff Baaji

Re: Hai Allah - Uff Baaji

Durd ka hul
2 goli, nai Disperin
Kyon K, Nai Disperin
Hal ho Jaati hai :smiley:

:chupki:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

:naraz:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

Tipaal Tipaal, Daaney Daar chai
aap aik baar, pi kar tu daikhen :blush:

:chai: … :chai:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

Aap kabhi pilaati hi nahi :blush:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

2 cup nazar nahi aaye

:chai: yea lo enjoy :blush:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

COOL tum nay cafe may bulaya or main aagahi

:)

Re: Hai Allah - Uff Baaji

nice to see you here :blush:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

aoa dil ki awaaz

Re: Hai Allah - Uff Baaji

he does anyone remember the full version of

Mairee PaDoosan daikh kar hairaaN reh gai
Mujh say poochnay lagi
Yeh batao tu sahi
Aisi umdaa safai - tumhain kiss nay sikhai
.. :hehe:

I think the ad for some washing liquid or something

:gadha:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

nahi unkil abhi itne antique nahi hain ke itna purana add yaad aa jaye:D

Re: Hai Allah - Uff Baaji

Kaam kaam kaam
din raat karaiN hum kaam...
jab kaam se thak jaaiN...
phir khoob kariaN araam

araam ka hai naam
diamond superme foam

Re: Hai Allah - Uff Baaji

No. I don't remember that.

Re: Hai Allah - Uff Baaji

cheater :naraz:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

quotes from memory

Bachat ka hai zamaana
Milan soap ghar lana
Milan soap ghar aaya
AasaaN huee dhulaayi

…

Na mehnat huee
Aur kaam chal gaya
Milan ka jadoo tha
Kamal kar gaya
Milan se kapre dhonnaaaaaaaaaaaaaaaaa…

[featuring Gulabo’s half-sister] :clown:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

Eid aayi
khushiaan laayi
Service shoes nay dhoom machaai

Qadam qadam haseen
qadam qadam araam
Serice shoes Service Shoes

:chupki:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

***Aaiey PEPSI COLA kay dinn
Aao mazaay loo Pepsi kayy

Piyoo piyoo piyoo
Mazay loo Pepsi kay***

:shoaby:

:gadha:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

you kno it is quite sad how u remeber all of these adds
but not more mportant things

Re: Hai Allah - Uff Baaji

NOW THIS IS A VERY OLD AD :hmmm:
I think mid to late 70’s

How old are you ?
AUNTY :hehe:

:gadha:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

Dont be sucha party pooper
Gimme an ad :smiley:

:gadha:

Re: Hai Allah - Uff Baaji

**it was in 90s :smack: **
**kia ho gayaa hai Unckeel G **