Re: haaaloooooooooooooooo
abey unkel barhi mushkil sai un jangli jaanwaroun sai bhaag kar aya hoon aur tum wapis janai ka keh rahai hoo… wahaan k logoon k haath main ho to woh bahir walai logoon ko nanga wapis jahaaz par betha kar ayien…j/k
ab us waqt hi wapis aoun ga jab shaadi karni hai…pehlai nahi:blush: