guys and girls

Re: guys and girls

oh yea:smack: duh!

you do know that has nothing to do with hair…

why would *you *need a hajam :@:

Wo Sarr kay baal kaatney kay ilawa bhi bohat saarey kaam kartey haiN, jaisa kay Dhari banana, MooncheiN Sanwarna… DaigaiN pakana etc. etc.

Auf kuch na sahi banda unsay sarr ki maalish hi karwa laita hay, :cb:

i thought darhi kay baal aur moochon kay baal sar kay balon kay saath hi sair sapatay kay liye nikal gaye :@:

rahi baat daig pakwanay ki, to yara, koi achay say sarak walay motel kay banday ho hire kar lo. aur aur adad malishiye ko hire kar lo. hajam kya janay keh kaun say rang ka tail behtar hota hai tind kay liye :clown:

^^ Arey Hajam barey kaam ki cheeze hay.

MaiN to kehta hooN yehi karobaar shroo kar daitay haiN. Wo kaatney waateny ka tajurba to tumhay ho hi gya hoga daaktarni bantay bantay,,

kiya khyal hay? :D

yeh baat hai to i can't take you on as my partner. aik dafa kisi nay tind par nazar maar li to sab yehi sochain gae na keh mujhe sahi hajamat nahin karnay aati :(

Huh???

Re: guys and girls

Oh bhai wo Dhari wali shaving ki baat kar rahi hay, :hehe:

Ghalat … bilkul ghalat.

You can always present my tind as, “see what happens if you go to my competitor”!

kaisa? :faizy:

dhari ki honda aye :smack: darhi hota hai :vivo:

aisa kartay hain, aik board banatay hain. theek. phir na woh board tuwadday galay ich latkanday aan. aur phir bithatay hain sheeda talli kay tharay kay samnay. theek hai na?

Re: guys and girls

^^ haaN aur board pay likha ho... yay hota hay anjaam sarr ka, jab koi sheeday talli say baal katwaney jaata hay, :D

Re: guys and girls

theek hai. laikin i will need an assistant. kis ko hire karoon :hmmm:

saqi you've never cut yourself while shaving?

and when i say cut, i don't mean in the "emo-no-one-understands-me" way. i mean like ouch damn sharp razor way.

Re: guys and girls

:lahol:

To maiN yay itni mehnat kis liye kar raha hooN?

Taa kay assistant ban sakooN. Lekin lagta hay kay ab tumharey dushmanooN say milna parey ga. Wo to mujey pehlay hi offer kar rahey haiN apna Hujam ka khokha… Thaikay pay. Bas apun chala udhar, :naraz:

Re: guys and girls

^^ Hai Danday wali sarkar khudia khidmatgaar log haiN

lo :smack: ab tum assistant bano gae ya phir board pehn kar phirro gae. pick one job :snooty:

Re: guys and girls

Khumar, yes nicking still sucks! lol

Everytime I have nicked myself...I have cursed loudly in the bathroom and then my mom bangs on the door asking me "Aray kya huwa???"

Re: guys and girls

^^ Janab Danday wali sarkar multitasking haiN donooN kaam kar leiNgay, lekin tankhawa double ho ghee!!!

No compromise on that.

Re: guys and girls

Acha chalo chaddo sab kuch... Saqab pai sahab aur Khumar pai jaan. Ek Shair ho jaye uski parody ki saath. To arz kiya hay:

*Kon kehta hay kay Maut aaye gi to mar jauN ga
MaiN to Darya hooN samandar maiN utar jauN ga
*

Ab parody

Kon kehta hay kay Maut aaye gi to mar jaauN ga
Main bhi bara chalaak hoon, Manjhi thallay warr jauN ga

Kahiye, kaisa laga?

Ever heard of Veet???/