Gupshup Voice

Re: Gupshup Voice

haan aunty bohat fikar maand rahthee hai aj kaal tumahri waja say !

unhoon nay is baar jo wooh 42 years old ka Ganjaa , kaalaa , paan ki dukan wala larka daika hai na:;p

us kay leay haan kardoo cousin , kia howa agar us kay 3 bachay hain tu !

bonus samj lay na shadi ka :stuck_out_tongue: